Reports ke mutabiq sirf kal hi 3,400 se zyada flights cancel hui, jabke aaj 5,300 se zyada flights ab tak mansookh ki ja chuki hain. Kal ke liye bhi 1,300 se zyada flights pehle hi cancel ho chuki hain.
Sab se zyada asar New York, New Jersey, Philadelphia aur Boston ke airports par dekha ja raha hai jahan musafiron ko kaafi pareshani ka samna karna par raha hai.


0 comments:
Post a Comment